Madhhosh hum hardam raha karte hain

Madhhosh hum hardam raha karte hain , Aur ilzaam sharaab ko diya karte hain , Kasoor sharaab ka nahi unka hai yaron , Jinka chehra hum har jaam mein talaash kiya karte hain ..!!